Home » mamta card » Mamta card 10 बड़े फायदे (2025)

Mamta card 10 बड़े फायदे (2025)

Mamta card 10 बड़े फायदे (2025)

Mamta card Rajasthan, Mamta Card Yojana, Mamta card kya hai, mamta card benefits, mamta card ke labh, mamta card banaye, mamta card hospital, mamta Yojana
Mamta card kese banaya jata he aur mamta card banvane ke fayde kya hai mamata card  banane ke liye kya kya documents chahiye hote hai governement hospital me compusary kar diya gya he mamta card
Mamta Card

Rajasthan sarkar ne mamta card ko compulsory kar diya he pregnant women ke liye agar pregnant women ko government hospital ya jo hospital sarkar ke sath link ho rakhe he jin hospitalo me JSY 
Janani shishu yojna milti ho usme Mamta Card jaruri kar diya he.

कहा पर बनता है यह ममता कार्ड  (Mamta Card kaha par bante hai. )


यह ममता कार्ड ग्रामीणों में तो आप के नजदीकी आंगनवाडी केन्द्र पर

और उप स्वास्थ्य केन्द्र पर या प्राथमिक स्वास्थ्य केन्द्रों पर बनाये जाते है |
गर्भवती महिला की ANC जांचे की जाती है |

ममता कार्ड के लिए क्या क्या डाक्यूमेंट्स की आवश्यकता पड़ती है 


1. महिला का आधार नंबर
2. भामाशाह आई. डी. नंबर
3. राशन कार्ड आई. डी. नंबर
4. महिला का बैंक खाता संख्या

ये भी पढ़े-Mukhymantri Raj Shree Yojna || मुख्यमंत्री राजश्री योजना

How to earn money from Google Se Paise Kaise Kamaye – Google से पैसा कैसे कमाए पूरी जानकारी Hindi में |

Pradhan Mantri Matritva Vandana Yojana (PMMVY) – Rs. 6000 Pregnancy Aid Scheme

ममता कार्ड में क्या विवरण भरा जाता है 

1. जच्चा का नाम
2. आयु
3. पति का नाम
4. व्यवसाय
5. पूर्ण पता
6. जिला
7. परिवार या स्वय के मोबाइल नंबर
8. शिक्षा
9. योग्य दम्पति संख्या (आशा एवं ए एन एम द्वारा)
10. PCTS नंबर (जो कंप्यूटर से गेनेरेट हो )
11. गर्भवती महिला की पंजीकरण संख्या व गर्भवती महिला की अंतिम मासिक चक्र की तिथि
12. प्रसव की संभावित तिथि




यहाँ से Mamta Card PDF Download करे



संस्थान का परिचय


आंगनवाडी कार्यकर्त्ता का नाम , आंगनवाडी केन्द्र का नाम, आशा सहयोगिनी का नाम , मोबाइल नंबर,ए एन एम का नाम मोबाइल नंबर, उप स्वास्थ्य केन्द्र का नाम प्राथमिक स्वास्थ्य केन्द्र का नाम , ब्लाक नाम व जहा उच्च संस्थान पर रेफर किये जाये उसका नाम 
Water Bottel
Summer Special Nice Water Bottle
Summer Special Nice Water Bottle

Water Bottle


ममता कार्ड से जुड़े अक्सर पूछे जाने वाले सवाल (FAQs )
Q.1 क्या Mamta Card सभी महिलाओ के लिए अनिवर्य है ?
  • हां सरकारी योजनाओ और स्वाथ्य लाभ लेने के लिए Mamta Card 
Q. 2 Mamta Card कितने समय के लिए वैध होता है ?
  • यह बच्चे का जन्म से 5 साल तक वैध होता है और इसमें सभी टीकाकरण की जानकारी होती है | 
Q. 3 अगर Mamta Card खो जाए तो क्या करें ?
  • नजदीकी सरकारी अस्पताल या आंगनवाड़ी केंद्र में जाकर डुप्लीकेट कार्ड बनवाया जा सकता है | 
Q. 4 Mamta Card का डिजिटल वर्जन कहा मिलेगा ?
  • कुछ राज्यों में e-Mamta पोर्टल बना रखा है (जैसे गुजरात में महराष्ट्र में और राजस्थान में PCTS के नाम) इन पर डिजिटल Mamta Card उपलब्ध होता है   

Comments

  1. Thank you for a great information about mamta card.

  2. AZAD KATHAT says:

    Thanks fir visit our blog most welcome

  3. Unknown says:

    Contact number mamta Card

  4. AZAD KATHAT says:

    Sir aap ka district konsa he aur block konsa he mamta card ke liye aap ko apke najdik phc sub center par jakar anm ya asha se banvana hoga

  5. sir mara mamta card to aa gaya lakin usma pcts no.nahi ha kay karu

  6. AZAD KATHAT says:

    Jaha se aapne banvaya he unko bolo pcts no likh denge bina pcts ke is card ka koi matlab nhi he sir

  7. Unknown says:

    Sir agr mamta card mai mumbai ka address hoga to usse kuch problem hogi kya

  8. AZAD KATHAT says:

    Mamta card kahase bana hua hai aap ke?…agar rajsathan se mamata card bana hua hai aur uspar Pcts number rajasthan ke likhe hua hai aur delivery rajasthan ke govt. Hospital me karvate ho to mamta card chal jayega

  9. Unknown says:

    In mamta card it compalcery to mention SBI account number of lady which is apply for mamta card.

  10. This comment has been removed by the author.

  11. AZAD KATHAT says:

    Sbi bank account ka koi jaruri nhi aap sabhi banko ke account number chal jayega

  12. Unknown says:

    Sir mere wife ke adhar card me adress indor ka he or me kota me delivery krana chta hu so mujhe kya address chang krana pde ga kya mamta card ke liye

  13. agar aap kota me hi rhete ho to address change karvna hoga , agar aap temprary kuch dino ke liye ruke ho to address chage nhi karna hoga

  14. Unknown says:

    Mamta card only valid in.govt. hospital or valid in private hospitals also

  15. mamta card govt. hospital me to valid he hi par kuch hospital ese bhi he jo govt. ke sath milkar kam karte he unme bhi mamta card ka benefit milta he jese JSY aur RSY yojana ka benefit private ke kuch hospital me hi milta he ..

  16. GHAZI says:

    In which Govt. hospital mamta card is making…..

  17. उपस्वास्थ्य केन्द्र, प्राथमिक स्वास्थ्य केन्द्र, सामुदायिक स्वास्थ्य केन्द्र, जिला अस्पताल इन्ह सभी हॉस्पिटल में ममता कार्ड बनाया जाता है | और आशा आंगनबाड़ी केन्द्र से भी बनवा सकते हो |

  18. Anonymous says:

    Pregency k kitne time me Mamta card bnwana compulsory h. Delivery date se kitne din phle registration krwana jruri h?
    And aadhar card me Abhi Tak maayke ka hi address h to khuch problem hogi Kya?

  19. AZAD KATHAT says:

    Delivery se pehle pehle aap ko mamta card banwana he aur aadhar mayke ka he to bhi chalega

  20. This comment has been removed by the author.

  21. Abhi nhi bna mamata card

  22. 6 month ho gye ducuments diy abhi nhi bna mamata card kahan sikayat kre

  23. AZAD KATHAT says:

    Aap hospital ke doctor ya medical officer incharge se bat kare aur ANM se sampark kare

  24. Sir mamta card rajasthan ma kahi ban sakta ha kay

  25. Anonymous says:

    rajasthan me aap kisi bhi jaghe rhete ho to aap Mamta card banva sakte ho

  26. Unknown says:

    Hello dear all users, this site is very grateful for upcoming new updates which was declaration by rajathan government.and this web is provided lot of new information.

  27. Unknown says:

    Mrs azad, you are doing well job.i am very impressed and satisfied with you knowlage.whenever I feel any problem regarding to govt. Service that time I have posted my question here and you have responding very clear and satisfied.so thanks a lot for your job.

  28. thanks for visit our site…thanks.

  29. Love says:

    Sir meri wife ka Bhamashah card shadi se pahle se hi uske mammy papa ke saath Bana he would chal jaega kya ya fir mere bhamashaB card se add krau

  30. AZAD KATHAT says:

    Vaha se name delete karva kar aap ke bhamashah me add karva do. Kyunki youjano ka labh lene ke liye bhamashah aap ke priwar ke sath hona jaruri he

  31. Jujhar singh says:

    Sir mamta card hai par pcts no. Nahi hai or delivery ho chuki kya ab bhi mujhe jsy & rsy yojna ka labh milega or hai you kaise

  32. Unknown says:

    Mamta card sasural se hi bnta h ya pihar se bi ban skta h… usse koi problem to nhi hogi

  33. AZAD KATHAT says:

    Yes sasural se hi banega pihar se nhi

  34. Unknown says:

    mamta card kahi se bhi bana sakate h kya

  35. AZAD KATHAT says:

    Agar Mahila sasural me rhete he to mamta card sasural se hi banega..
    Agr kahi aur address par rhete hoto vaha se bhi mamta card banva sakte he …

  36. Unknown says:

    Sir आधार कार्ड में एड्रेस बूंदी का हे ओर में भीलवाड़ा जिले के एक गांव में रहता हूं और यही डिलीवरी करवाना चाहता हूं तो क्या ममता कार्ड बन जाएगा

  37. AZAD KATHAT says:

    Yes sir mamta card ban jayega aap ke najdiki govt hospital me sampark kare

  38. Unknown says:

    SIR MERA MAMTA CARD BAN GYA HA YA NHI YE ONLINE CHECK KARNA HA TO KESE KAREGE

  39. AZAD KATHAT says:

    Ye aap check nhi kar sakte ge ye hospital se hi sampark kar sakte he ye aadhar card no se name se check kar sakte he jo hospital ke online portal se I'd open karke hi kiya jata hai

  40. sir mamta card sasural me banwana jaruri hey

  41. Unknown says:

    Mamta.kad.m. Apna.Name. Kash. Dhkh. Net. P.onlain.huya.ya.nahi

  42. mamta card ko aap online nhi dekh sakte ye authority keval hospital valo ke pass hoti hai aap ke mamta card par PCTS no. likha he to iska matlab aap ka card online hogya he

  43. Yes…agar aap rajasthan me hi delivery karvana chahte ho to…

  44. Raj says:

    Sir m bihar se hu or rajasthan private service krta hu wife ki delivery Rajasthan se krwani h mamta card bnn jayega kya.
    Wife k 9th month running h

  45. AZAD KATHAT says:

    Sir aap rajasthan me delivery karva sakte ho aur mamta card bhi banva sakte ho najdiki govt. hospital se

  46. Raj says:

    Kya kya documents dene honge
    Id bihar ka h.

  47. Unknown says:

    Sir ममता कार्ड कि शिकायत कहा pr kr

  48. Unknown says:

    Sir m duty pr ajmer me rhti ho mujhe dilvery apne city h tu kya ajmer me card bn skta h

  49. AZAD KATHAT says:

    Ha aap ajmer me bhi banva sakte ho …

  50. Gudiya says:

    Mera sasural bikaner h or m delivery ke liye pihar aai hu to Kya Mera Mamta card mere pihar me nhi ban skta h Kya

  51. AZAD KATHAT says:

    Yes aap ko apke susral se hi banana hoga mamta card

  52. Unknown says:

    Sir me assam assam me rahta hu or me rajasthan ka hu to assam ka mamta card many hoga kaya

  53. sir aagar aap asam me hi Delevry karwa rhe ho to Asam ka hi chalega.
    aur agar aap Rajasthan me Delivery karva rhe ho to Rajasthan Ka mamta card chahiye hoga.

  54. Unknown says:

    Mamta card ke bina govt hospital me delivery nhi hogi kya

  55. Unknown says:

    Sir मेने ममता कार्ड बनवाया है पर उस पर अस्पताल में बैंक एकाउंट नम्बर नही लिखा है। मेरी wife ने खुद से खाता संख्या लिख दी है । जो कि मेरी wife का ही एकाउंट है।तो क्या में हॉस्पिटल में जाकर वो अपडेट करा सकता हु ।कहि कोई दिक्कत तो नही plz बताओ si

  56. Unknown says:

    Plz replay करना सर

  57. हा सर आप हॉस्पिटल में जा कर ममता कार्ड पर लिखे खाता नंबर ऑनलाइन अपडेट करवा दो …

  58. Unknown says:

    Sir beena rashan card ki nhi bniga ki mamta card please ans me
    or mamta card ki beena sarkari hospital me delevari nhi ho sakti kya sir ans please

  59. Unknown says:

    Sir mamta card ketani deno me bnakr aa jata h

  60. AZAD KATHAT says:

    Mamata card ban jayega

  61. Unknown says:

    Meri delivery ko 6 months ho gaye hai lekin abhi tak account me rs transfer nhi hue hai , aganbadi me sampark kiya toh koi answer nhi dete hai toh plz batiye unki shikayat kahan ki ja sakti hai aur rs kaise milenge

  62. aap jis din hospital me joge janch karvane ke liye to usi din bana kar de denge aap ko mamta card aur sath me bank passbook, aadhaar card, ration card sath me lekar jane hai

  63. Aap ke ladki hui hai ya ladka

  64. aap ke mamta card aur discharge ticket ki photo copy mail kare.

    Email ID – aydininfotech2014@gmail.com

  65. Unknown says:

    Sir hmne February me documents de diye but abhi tk mamta card nhi aaya karan

  66. Baluba says:

    Sir me pali marwar jn (khardi) ka hu sabse bekar kaam hei ..sir aap log gatiya admiyo ko bita ke rakha hei i mitro pr… Kuch bhi jankari nhi hei un logo ko… Sir meri wife waha pr gai thi to vo log bolte hei aapka acc. Num do bank ka . Jab vo bank me gai to bolte hei aapka mamta card do… Yeh sab kuch bhi hei.. Me presaan ho gya hu… Or uper se bolte hei ki sarkari asptal me mamta card jrurihei…

  67. Unknown says:

    4 months ho gye h pregnancy ko..to ab mamta card banau to mje ..5000 rs. Ab bhi mil sakte h kya…?

  68. AZAD KATHAT says:

    Nhi ab form nhi bhara jayega aur bhi jankari ke liye aap ke najdiki hospital aur anganwadi kender par jakar adhik jankari le sakte ho

  69. Unknown says:

    Sir muje mamta card ki knowledge nhi thi mne 8th month me Kha anganwadi walo ko…tho unhone saaf mna kr Diya …pcts no jari krne se..or mamta card dene se

  70. AZAD KATHAT says:

    Aap ka mamta card ban jayega aap najdiki hospital jakar direct doctor se bat kare nhi to 181 par complain kare

  71. Unknown says:

    ममता कार्ड में बच्चे के जन्म का पंजीयन लिखा होता है क्या

  72. Ravi says:

    Sir mera mamta card kho gaya hai aur mere Paas pcts number bhi nhi hai. Main kya karu sir. Plz kuch solution batao. Koi online website ho jis se main pcts number pta kar saku

  73. AZAD KATHAT says:

    Sir आप ka ममता कार्ड गुम हो गया है तो आप आपकी आशा या ANM मैडम से बात kare और आधार कार्ड no. से online pcts no मिल जायेंगे और नया कार्ड बना कर दे देंगे..

  74. Unknown says:

    Mere Gav me mamata card banane ke liye barabar bulate he pan banate nahi he hamko 5 mahine se gumare he kaya kare campalen car e ke liye sir koi no ho to bhejo sir ji

  75. Unknown says:

    Sir,meri wife ka mamta card nhi bna hai, usko kuch prblm ki vjh se other district me ilaj karwana pda hai, aur uske baad lockdown lag gya, abhi 8 month ho chuke hai, ab mere village ki aanganwadi ANM mamta card bnane se saaf inkaar kar rahi hai, ab me kya karu ,plz help 181 par bhi koi help nhi huyi hai??
    Plz suggest and help me

  76. AZAD KATHAT says:

    आपके के नजदीक जो हॉस्पिटल है वहां पर डॉक्टर से मिलो और पूरी बात समजा दो
    डॉक्टर जरूर मदद करगे और ममता कार्ड बनवा देगा

  77. Hitu says:

    Hello sir..
    Sir me gujarat se hu. mere or meri wife ke total documents gujarat ke hi hai..
    Or wife ko 1st delivery ke hisab se rajsathan pihar aayi huyi hai..
    To ab yaha bol rahe hai ki mamta card ke liye bhamasah card or rashan card anivary hai.. Hum to yaha rehte hi nhi hai to hamara bhamasha card or rashan card yaha kaise hoga..
    To sir kuch solution batao iska.. Ki ab mere sasural se mamta card kaise banvaaye?
    Jbki hamare documents yaha ke nhi hai..

  78. Unknown says:

    iska online status kaise dekhe

  79. Unknown says:

    sir kya pvt hospital m delivery karane par paise nhi diye jaate h

  80. Mohit says:

    Sir me jodhpur me job karta hu pr me bhilwara ka rahne vala hu kya me jodhpur me mamta card banvakar bhilwara me delivery karva sakta hu

  81. AZAD KATHAT says:

    प्राइवेट हॉस्पिटल मे भी iska फायदा milta he लेकिन उन्होंने सरकार ke साथ एग्रीमेंट कर रखा he jssk और rsy yojana ka labh देने ke लिये to मिलेंगे

  82. AZAD KATHAT says:

    Ha बिलकुल karva sakte हो

  83. Unknown says:

    Sir meri wife ke delivery ko 2 mhine ho gye abhi tk mamta card ka payment nhi aaya hai jiske pcts n. Hai = 02299900100991720

  84. Unknown says:

    Is card ko bnwane ka kitna charge hai online or ofline

  85. Sir mere beti 15 month ki ho gai pase ek bhi nahi Mila koi Tarik bateye

  86. Unknown says:

    Sir me job dusari jagah karta hu samudaik kenderwalo ka khana h ki Mamata kard jaha ke rhnewale ho vnhi Banega please gide.

  87. Unknown says:

    Sir hum jaipur me rehte h raja park ke pas to yaha aas pas kha bnwa sakta he mamta card

  88. AZAD KATHAT says:

    आप के आस पास govt. हॉस्पिटल हो जिसमे ये सुविधा उपलब्ध होंगी वहां जरुरी डॉक्यूमेंट के साथ जाकर डॉ. या ANM से मिले

  89. Unknown says:

    Mamta card konse month me banta hai

  90. mahila pregnant ho jati hai aur unko pata chal jata hai janch karne ke bad tab unko najdiki anganbadi ya hospital par jakar sabhi jaruri documents ke sath sambandhit ASHA shyogni , ANM se milkar janch karvakar MAMTA CARD BANA SAKTE HAI

  91. ye card free banaya jata hai

  92. 121 says:

    Sir Kya tisre bache ke liye bhi mamta card ban sakta hai

  93. 121 says:

    Sir Kya tisre bache ke liye bhi mamta card ban sakta hai

  94. 121 says:

    Sir Kya tisre bache ke liye bhi mamta card ban sakta hai

  95. AZAD KATHAT says:

    Yes. Bana sakte he aur govt hospital me delivery karvana chate ho to mamta card banvana hoga

  96. 121 says:

    Sir Corona ke dar ke mare hamne keval privet hospital me hi ilaz karwaya hai aour bhahi delivery karvai hai kya hame Kuch Bhugtan mil sakega

  97. Prathvi says:

    Mamta card me Paytm bank account be chal skta h kya sir

  98. Tarun says:

    Delivery private hospital m hui hai kya hum mamta card bnwa skte hai

  99. Unknown says:

    Mamta card Congress ke Koi upay

  100. Madhu says:

    Eight month me Mamta card bn jata h kya government hospital me.bina card ke dilevari ni krte kya

  101. Unknown says:

    Sir mere bhamasha me name mistake h to kya vesa hi submit kar sakte h

  102. Unknown says:

    Sir meri first delivery k time mamta card nahi ban paya tha, lekin meri second pregnancy me mene mamta card bnwa liya, to ab second pregnancy me bhi mamta card se 5000/- mere account me aayenge kya

  103. Life Trends says:

    Bina bank account k bhi jo skta h kya?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*
*